Hey Ishwar(God) mai tujhase bahut pyar karta hu,
Tujh par mai apna sab kuchh nyochhavar karta hu,
Par mai apni bahan par tujhase jayada visvas karta hu.
Ho agar khata kabhi tu maf karna mujhe aur meri bahan ko,
Dena pade yadi saja, to dena mujhe, bacha lena meri bahan ko.
Meri bahan lakho, karoro me nahi, balki is duniya me sirf ek hai,
Lag jaaye usako meri saari umar, yadi is vasundhara par koi bhi nek hai.
Dhanyavaad deta hu tujhako, hai us par mujhko naaj,
Hey Gudiya garv karega tujh par aane wala poora samaj.
No comments:
Post a Comment